Homeनात शरीफमुस्तफा जाने रहमत पे लाखों सलाम सलातो सलाम Lyrics in Hindi

मुस्तफा जाने रहमत पे लाखों सलाम सलातो सलाम Lyrics in Hindi

- Advertisement -

Mustafa jane Rehmat Pe Lakhon Salam Complete Lyrics in Hindi

  1. Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
  2. Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam
  3. Mehre Charkhe Nubuwwat Pe Roshan Durood
  4. Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakhon Salaam
  5. Shahre Yaare Iram Tajdar E Haram
  6. Nou Bahaare Shafa’at Pe Lakhon Salam
  7. Shab e Ashra Ke Dulha Pe Daa’im Durood
  8. Nausha E Bazme Jannat Pe lakhon Salaam
  9. Door o Nazdeek Ke Sunne Wale Woh Kaan
  10. Kaan e Laal e Karaamat Pe Lakho Salaam
  11. Jis Ke Maathe Safa’at Ka Sehra Raha
  12. Us Jabeen E Sa’adat Pe Lakhon Salaam
  13. Jis Ke Sajde Ko Mehraab e Kaba Jhuki
  14. Unn Bhavo Ki Latafat Pe Lakhon Salam
  15. Jis Taraf Uth Gayi Dam Mein Dam Aagaya
  16. Us Nigah e Inaayat Pe Lakhon Salaam
  17. Jis Se Taarek Dil Jagmagaane Lage
  18. Us Chamak Wali Rangat Pe Lakhon Salam
  19. Wo Zabaa(n) Jisko Sab Kun Ki Kunji Kahe
  20. Uski Naafiz Huqumat Pe Laakho Salaam
  21. Jis Ki Taski Se Rote Hue Hans Pare
  22. Us Tabassum Ki Aadat Pe Lakhon Salam
  23. Jisko Baare Do Aalam Ki Parwah Nahi
  24. Aise Baazoo Ki Quwwat Pe Lakhon Salam
  25. Kul Jahan Milk Aur Jau Ki Roti Ghiza
  26. Us Shikam Ki Qana’at Pe Lakhon Salam
  27. Jis Suhaani Ghadi Chamka Taiba Ka Chand
  28. Us Dil Afroz Saa’at Pe Lakhon Salam
  29. Allah Allah Woh Bachpane Ki Phaban
  30. Us Khuda Bhaati Soorat Pe Lakho Salam
  31. Kisko Dekha Ye Moosa Se Pooche Koyi
  32. Aankh Waalo Ki Himmat Pe Laakhon Salaam
  33. Us Batul E Jigar Par E Mustafa
  34. Jumla Aara E Iffat Pe Lakhon Salam
  35. Syeda Zahira Tayyaba Tahira
  36. Jaan E Ahmad Ki Raahat Pe Laakhon Salaam
  37. Woh Daso Jin Ko Jannat Ka Muzda Mila
  38. Us Mubarak Jama’at Pe Lakhon Salam
  39. Jin Ke Dushman Pe Laanat Hai Allah Ki
  40. Un Sab Ahle Mohabbat Pe Lakhon Salam
  41. Woh Umar Jis Ke Aada Pe Shaida Sakar
  42. Us Khuda Dost Hazrat Pe Laakhon Salaam
Gorakhpur Hindi
Gorakhpur Hindihttps://gorakhpurhindi.com
गोरखपुर न्यूज़ इन हिंदी : गोरखपुर, उत्तर प्रदेश, भारत का एक जिला है और इस जिले में पर्यटन स्थल, चिड़िया घर, नौका विहार, रेलवे संग्रहालय, पार्क, मॉल, सिनेमा थियेटर इत्यादि मौजूद है गोरखपुर न्यूज़ इन हिंदी आपको वह सभी न्यूज़ से अवगत करती है जो आपके काम के हो अगर आप गोरखपुर के किसी स्थान के बारे में जानकारी चाहते है तो इस वेबसाइट पर वह सभी न्यूज़ खबर पढने को मिलेगा ~ नदीम गोरखपुरी
सम्बंधित लेख

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

- Advertisment -

यह भी पढ़े

Recent Comments