Homeनात शरीफअस्सलातू वस्सलामू अलाइका Assalatu Wassalamu Alaika Lyrics New

अस्सलातू वस्सलामू अलाइका Assalatu Wassalamu Alaika Lyrics New

- Advertisement -

Assalatu Wassalamu Alaika Ya Rasool Allah Lyrics

  1. Assalatu Wassalamu Alaika Ya Rasool Allah Lyrics English
  2. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  3. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  4. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  5. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  6. jab talak ye chaand-taare jhilmilaate jaaenge
  7. tab talak jashn-e-wilaadat ham manaate jaaenge
  8. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  9. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  10. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah !
  11. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  12. naa’t-e-mahboob-e-KHuda sunte sunaate jaaenge
  13. ya rasoolallah ka naa’ra lagaate jaaenge
  14. noor waala aaya hai noor le kar aaya hai
  15. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  16. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  17. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  18. jashn-e-meelaad-e-mubaarak kaise chho.De.n ham
  19. bhala jin ka khaate hai.n unhi.n ke geet gaate jaaenge
  20. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  21. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  22. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  23. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  24. chaar jaanib ham diye ghee ke jalaate jaaenge
  25. ghar to ghar saare muhalle ko sajaate jaaenge
  26. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  27. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  28. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  29. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  30. eid-e-meelaadunnabi ki shab charaaGaa.n kar ke
  31. ham qabr noor-e-mustafa se jagmagaate jaaenge
  32. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  33. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  34. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  35. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  36. tum karo jashn-e-wilaadat ki KHushi me.n raushani
  37. wo tumhaari gor-e-teera jagmagaate jaaenge

Assalatu Wassalamu Alaika Ya Rasool Allah Lyrics English

  1. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  2. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  3. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  4. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  5. hashr me.n zer-e-liwa-e-hamd, ai ‘Attar
  6. ham naa’t-e-sultaan-e-madina gungunaate jaaenge
  7. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  8. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  9. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  10. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  11. bahr-e-baKHshish paas apne kuchh nahi.n is ke siwa
  12. ‘umr-bhar naa’te.n sunenge aur sunaate jaaenge
  13. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  14. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  15. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  16. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  17. naa’t-KHwaani maut bhi ham se chhu.Da sakti nahi.n
  18. qabr me.n bhi mustafa ke geet gaate jaaenge
  19. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  20. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  21. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  22. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah
  23. ya rasoolallah ke naa’re se ham ko pyaar hai
  24. ham ne ye naa’ra lagaaya apna be.Da paar hai
  25. noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai
  26. saare ‘aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai
  27. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya rasoolallah
  28. assalaatu wa-ssalaamu ‘alaika ya habeeballah !

~ Muhammad Ilyas Attar Qadri

सम्बंधित अस्सलातू वस्सलामू अलाइका

Gorakhpur Hindi
Gorakhpur Hindihttps://gorakhpurhindi.com
गोरखपुर न्यूज़ इन हिंदी : गोरखपुर, उत्तर प्रदेश, भारत का एक जिला है और इस जिले में पर्यटन स्थल, चिड़िया घर, नौका विहार, रेलवे संग्रहालय, पार्क, मॉल, सिनेमा थियेटर इत्यादि मौजूद है गोरखपुर न्यूज़ इन हिंदी आपको वह सभी न्यूज़ से अवगत करती है जो आपके काम के हो अगर आप गोरखपुर के किसी स्थान के बारे में जानकारी चाहते है तो इस वेबसाइट पर वह सभी न्यूज़ खबर पढने को मिलेगा ~ नदीम गोरखपुरी
सम्बंधित लेख

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

- Advertisment -

यह भी पढ़े

Recent Comments